Kyu rehte hai woh anjaane jaankar bhi ki woh mujhse pyaar karte hai,
Kyu tadpate hai woh khud ko bhi or mujhko bhi jaankar ki woh mujhse pyaar karte hai,
Kya rok raha hai unko hamare nazdeek aane me, kyu nahi woh mujhse izhaar karte hai,
Samaaj k dar se har koi nikal paaya hai, agar koi do dil sach me pyaar karte hai.
kyu sochte hai ki unke izhaar karne se kuch takleef aayegi mere zindagi me, kyu nahi woh yeh samajhte ki unka dhai shabd bolne ka intezaar hum din or raat karte hai.
Kitna tadpe hai unke pyaar me jaante woh bhi hai, fir bhi kyu mujhe ruswaa woh har baar karte hai.
Woh hamara hosla, hamara pyaar, hamara imaan sab kuch hai, luta denge sab kuch unpar agar who ek baar haaa karte hai. Dilllllllllllllll seeeeeeeeeeee
Saturday, October 23, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment